Thursday, November 15, 2012

Anjane Mein Usko Kya Samaj Betha


Ye main kya samaj betha…
Jab usne mujhe chaha hi nai aur main usko chaat samaj batha..
Uski khamosii ko ekrar
Aur laboo ki hassi ko pyar samaj betha.
Do pal ki uski saath ko janmoo ka saath samaj betha
Mere dard mein uske palko ki anshu ko apna sakhi samaj betha
Dagmagate kadam mein jab thama usne haath
To usko janmo ka saathi samaj betha
Ye main anjane mein usko kya samaj betha
     
               Gila is baat ki nai mujhko ki maine usko kya samaj betha
               Baas dil ko samjhana thoda muskil tha jisne usko dil se apna yaar samaj betha
               Har pal diya tha maine uska saath
               Baas use thoda umeed kar betha
               Jo barso se tha anjana
               Usko apna janmoo ka sager samaj betha
               Kya thi meri galti bass ye na ki
               Main anjane mein usko kya samaj betha
               Vo kahte rahi na aur main ha samaj betha………


"Dil ki baat Har Waqt Saach Nai Hotiiiiii"

Wednesday, September 12, 2012

Yu kal tumhe jate dekha


Yu kal tumhe jate dekha
main khud ko ruk nai paya
Jo bol gai tu na ane ki baat
vo sooch sari raat so nai paya
Yu kal tumhe jate dekha
khud ko rok nai paya

Na jane chaan lamhoo mein ye kya rishta bandhh gaya
na dekhu pass jo tumhe
Dil fir anshoo se ro gaya
Kyu har lamhaa dil teri ebadat karta haii
kyu har waqt tujhse milna ko machalta hai
aab to har waqt baand ankhoo mein bhi teri yaad se rahte haii
aur fir us hassi laab pe gaam ki ek baat rahte hai
Yu kal tumhe jate dekha
meri saanse adhuri se lagti haii
Yu kal tumhe jate dekha
main khud ko ruk nai paya

Thursday, June 21, 2012

आज भी वो पल मुझे याद है ...

आज भी वो पल मुझे याद है ...
जिस पल हम मिले थे..
वो अनजान सहर और बारिश की बुँदे 
आज भी मुझे याद है .............

       कुछ एसी कहानी लिख दी थी किस्मत ने 
       की हर पल बारिश ही मुझे याद है 
       उसकी प्यारी आंखे, मस्मुमित बाते और सिर्फ उसका साथ मुझे याद है 
      आज भी मुझे वो पल याद है 
      वो अनजान सहर और बारिश की बुँदे 
      आज भी मुझे याद है .............