Tum mujhe yaad karo na karo..
Mujhe ek talak gaam nai hoga.
Is khubsurat chehre ke piche chupa wo naqab kabhi to mere
samne hoga..
Yeh toh khuda ki di gai saksiyat hai.
Har khubsurate ke piche dagga ka ek nakab hoga.
Tum mujhe yaad karo na karo..
Mujhe ek talak gaam nai hoga............
Vaise bhi
main gaam karu to kis baat ka.
Tere us
jhute rashmo riwaj ka??
Ya teri
ankho mein chupe us pyar ka??
Ya din
ki uss shuruwat ki jab tum mujhe mile thee.
Jab tum
mujhe mile theeeee!!!!!!!
Are pagli tujhe to main us din hi bhool gaya tha.
Tere rashmoo riwajo se bahut pare choot gaya tha.
Bhul gaya tha ke tu mere dil ke kisi kone mein rehti thi..
Fir main tujhe kyu yaad karu..
Mujhe ek talak gaam nai hoga.
Tum mujhe yaad karo
na karo...........
Yeh
sach hai ki tujhe bhulne ke baad.
Mujhe aab kuch bhi yaad nai…
Aab to khuda ke pyar pe bhi eaitbar
nahi..
Aab har masum chehra bhi farabi
lagta hai.
Dil ki dhadkan bhi befusul aur
dhoka lagta hai
Tum hi bolo main tumhe kyu yaad
karu.
Jab tera pyar hi ek dhoka lagta hai.
Aab to bas zindagi mein tujhe do
sabdh khe kar fana hona chahta hu
Mujhe ek talak gaam nai hoga.
Tum mujhe yaad karo na karo………….